Sawan ka mahina Sawan ka mahina bahut hi sundar or manmohak mahine hota h . Is mahine me bahut saare tyohaar aate h . Is mahine me khub baarish hoti h or hariyali bhi chaa jati h log bahut khus rehte h kyo ki kissano ke baarish ho jati h. Kissan apne kheto me fusal beej dete h ye mahina vese to bhagwan shiv ke liye hota h is mahine me log bholenath ki bahut pooja krte h is mahine me log dur dur se kawad yatra lekar aate h or bholenath ke shivling pe jul arpun krte h or bholenath se apni apni manokaamnaye maangte h bhola bhi hmesha unka sath deta h. Or is mahine me ek teej tyohaar bhi aata h ye tyohaar hariyali ka prateek hota h . Orte is din nayi nayi poshake pehanti h or ber ke ped ki pooja archna krti h or bahut sari orte ek sath hoke jati h or sab jhule khati h khub mje leti h or is mahine bhi ek tyohaar rakshabandhan aata h ye bhai bahin ke pyar ka tyohaar hota h isme bahin bhai ki kalai pr rakhi bandhti h .bahin bhai ke raksha ke liye haat pr rakhi bandhti h sawan mahine me b...
Posts
Showing posts from August, 2019
- Get link
- X
- Other Apps
Saavan somvaar Saavan ek bahut hi pavitra mahina hota h ye mahina bhagwan shiv ke parti samarpit hota h. Is mahine me bhagwan shiv ki bahut pooja archna ki jati h .is mahine me somvaar ko adhik mehtav diya jata h kyo ki somvaar bhagwan shiv ka vaar hota h is din bhagwan shiv ki hi pooja archna ki jati h bhakat log mandir me jate h or shivling pr jul chadaate h or bhagwan shiv se apni manokaamnaye maangte h or vha mandir me bhajan krte h or log apne ghar me sukh samridhi or sukh saanti ke liye log somvaar ka vrat krte h or bholenath se apni manokaamna maangte h saavan mahine me chaar somvaar aate h bholenath ke bhakat us time pushkar ya haridwar se pedal kawad lakar bhagwan shiv ke ling pr jal chadate h vo bhi somvaar ke din log kawad yatra pedal or nange paanv lekar aate h unko anek prakaar ki samsyao ka saamna krna padta h unke pero pr chaale ho jaate h phir bhi vo himmat nhi haarte kyo ki bholenath unko shakti dete h tb hi unko pta nhi chalta abki bar to savan ke somvaar t...
- Get link
- X
- Other Apps
Ek majdur ka jivan Majdur ve log hote h jo mehnat krke kamaate h unko mehnat krne pr hi pesa diya jata h .Bethe rehne pr unko kuch bhi nhi diya jata. Vo bahut hi mehnat krke apne bucho or ghar parivaar ka paalan posan krte h. Vo din bhar khub kaam krte h tab jake unko pesa milta h un peso se vo saam ko ghar me khane peene ka saaman laate h. Jo insaan mehnat kr skta h vo is duniya me kbhi bhi bhuka nhi mar skta is duniya me mehnat krne vala majdur hi hota h Vo apne pasine ki kamai se apna ghar chalaata h . Is duniya me majdur kai tarah ke hote h.sabse bda majdur kisaan hota h . Vo din bhar dhup me apne khet me mehnat krta rehta h aese hi puri saal mehnat krta h tab jake uski fusal hoti h or usko apni mehnat or pusine ki kamai milti h or bhi kai tarah ke majdur hote h jese ki beldaar vo bhi saare din dhup me kaam krte h tab jake vo subah 8 bje aate h or saam ko 6 bje tak kaam krte h tab jake unko 300 rupay diye jate h vo un peso se apna ghar parivaar chlaate ...
- Get link
- X
- Other Apps
A seen of filed spray💦 Kheto me Keetnaasak davai ke chidkav ka darshay. June- july ke mahine me jab baarish ho jati h tab hum sab apne kheto me fusal ki buvai kr dete h. Thode dino bad jab fusul thodi thodi budh jati h to usme fusal ke alaava or bhi khi tarah ke kharputvaar sath me ugg jate h . Pehle ke time🕒 me to unko haato se bhar nikala jata tha. Lekin ab kheto me kaam krne vala koi nhi h is liye us khurputvaar ko mitaane ke liye dvai ka chidkav kiya jata h jis se khet me anavsyak podhe samaaput ho jaye. Pehle ke samay me esa koi purbandh nhi tha pehle is ko hutaane ke liye bahut mehnat krni padti thi. Lekin aaj kal thode se samay me inko htaya ja skta h. Pehle bahut mehnat ki jarurat hoti thi lekin ab bahut saare peso ki jarurat hoti h. Pehle ke samay me logo ke pas bahut hi kam pese the kyo ki sab log berojgaar rehte the or itni aamduni bhi nhi thi .phir thode din bad jab fusul or badh jati h to usme faal aane ke liye or dvai ka chidkav kiya jata h jis se fusul me or adhik dhaa...
- Get link
- X
- Other Apps
School bus🚌 ka seen School bus ka darshay. Me son 2014-15 me mayoor school degana me padhta tha ye school hmare ganv se 20 km ki duri pr thi hum sab school bus se jate the hum sab school subah 7 bje jate the bus huare ganv me 7 bje aati thi hum us se 10 minutes pehle ghar se chle jate the humare ganv se hum 20 bachhe jate the. Bus aage keriyan se aati thi bus full bharke aati h us bus ke chaalak Shri. Chotu ram ji rav the Unko bus🚌 chlaane ka bahut anubhav bhi tha. Bus🚌🚍 bahut hi purani tha vo bahut hi dhire dhire chalti thi . Vo andar se bhi tuti hui thi us bus ki sheete bhi tuti hui or futti hui thi. Us bus🚌🚍 ke pure kaanch bhi nhi the .sardi ke mosam me hume bahut hi sardi lgti thi Vo bus khi pr or kbhi bhi band ho skti thi uska koi bhrosa nhi tha kyo ki uski dasha bahut hi naajuk or kamjor thi. Ek din kya huaa hum sab bus me bethe hue the bus full bhur gyi thi bus chal rhi thi chal te chal te achaanak bus ka tyre fut gya bus ka control bigadne lga drive...