Maa ki mamta


Maa ki mamta. Maa hmari life ka ve hissa h jo humara sukh dukh baant ti h. Maa hmara jivan h maa ki mamta hi kuch alag hoti h vo hume sabse jyada pyar krti h . Maa hmare liye uska kaleja bhi nikaal ke de skti h. Kyo ki maa ka pyar hi kuch alag hota h.  Is duniya me peso se sab kuch vapas aa skta h  lekin peso se maa baap  ko nhi laya ja skta  ..is duniya me vo humare maa baap nhi milte or to sab kuch mil jate h  .vo humara ek sapna hote h vo hi humara pyar h. Maa humare Buchpan me hone vali sari khvaise puri krti h. Kyo ki vo hume dukhi nhi dekhna chahti. Vo humare kisi bhi prakar ki presaani nhi aane deti h use hmari puri chinta rehti h ki humara bacha kisi bhi prakar se dukhi nhi ho ise kisi bhi prakar ke dukh ka saamna nhi krna pde iski zindgi me ye hmesa khus rhe. Hum us se kuch bhi maang ne par mna nhi krti chaiy vo cheej uske pas ho hi nhi vo hume dusri bhi lake de skti h humare liye khane ki anek chije khrid ke laati h  .vo humare liye naye naye kapde khrid ke laati h humare saare syok pure krvati h vo humare jivan ko sukho se bhara huaa rkhna chahti h. Humari maa khud paa leti h lekin humare ko kisi prakar ki kami mehsoos nhi hone deti h. Jab hum chote the to hum raat ko toilet kr dete the jab humari maa ko pta chalta ki is ne toilet kr diya h to vo usi wakat humare ko vha se uthake hume sukhe me sulati h or khud vha us toilet ki hui jagah pr soti h  vo hume paal poske bda krne me bahut hi dukh sehti thi vo humara bahut laad pyar rkhti thi .is liye hum ko budhape humari maa ko hi aese hi rkhna chaiye uske saamne kbhi bhi nhi bolna chaiye. Apni maa ka pura khayaal rkhna chaiye jis se apna kuch faraj hum apni maa ke parti utaar ske. Apni maa ko bahut pyar krna chaiye. Me to apni maa ke alava kisi se pyar nhi krta
                                  
                       I LOVE YOU MERI MAA
                        πŸ‘πŸ‘πŸ‘πŸ‘πŸ‘πŸ‘πŸ‘πŸ‘πŸ‘πŸ˜˜




Comments

Popular posts from this blog