A seen of fair
Ek mele ka darshya.hmare ganv ke nikat ek chota sa ganv aachojai h vha pr jaana ji maharaj ka mandir h. Vo mandir bahut hi prachhin h Vha Chetan giri ji naam ke ek sant huaa krte the. Ve bahut hi shaktusaali the Unhone jeevit samaadhi li thi. Hmare vha pr prtyak saal bhadrpad ki poornima ko bahut hi bda mela bharta h us mele me aas pas ke sabhi log aate h. Hum bhi vha pr mela dekhne jate h. Mele me bahut bheed hoti vha pr bahut janta aati h . Vha pr sab aate h Vha us mele me jagde bhi hote h .vha pr anek bade bade jhule aate h or maut ka kuaa ,sarkas dancing car๐๐๐ Mithai ki dukane, khilone ki dukane. Hum jhulo me bahut mje lete h jhulo me bahut mje aate h .Mithai ki dukano se mithai khridte h hum sab mele me apne dosto ke sath gumte h. Hum subah jaldi hi nah dhoke naye kapde pehan ke mele me jate h. Din bhar vha gumte h mele me or bhi bahut kuch dekhne ko milta h . Bahut saari chije khate h hum chote the tab hum liye khilone laate the or bahut saari mithaiya bhi laate the. Lekin ab hum chote bhai behano ke liye khilone kharid kr laate h humare ghar vale humare liye bahut saari mithaiya fal fruit๐๐๐๐๐๐๐ khridke laate h. Log mele me bike๐ฒ gaadiyo tractor๐ bharkar jaate h vha jake log sab se mandir ke bhar se prsaad lete h phir mandir ke andar jaate h vha bahut bheed hoti h khub samay ke bad vha apna number๐ข aata h phir hum bhagwan ke darshan krte h .phir mandir se bhar aate h phir sab bhar gumte h jhule khate h maut ka kuaa dekhte h mele me khub mithaiya khate h vha khub aanand lete h saam ko sab apne apne saadhno se apne ganv aa jate h mele me bahut hi mja aata h
Comments
Post a Comment