A SCENE OF PUSHKAR FAIR


pushkar mele ka darshya.pushkar ek ethashik teeruth isthal h yha partyak saal kartik maas me mela bharta h .yha pr vishav prsidh brahma mandir h jisme 1100 khmbe bne hue h yeh vishvasniye Mandir h isko dekhne ke liye bhar se log aate h.yeh pure vishav me ekmaatra mandir h or khi pr bhi brahma ji ka mandir nhi bna h .pushkar me ganga nadi ka paani aata h .yha pr log dur dur se nhane ke liye aate h .pushkar mela bhi sabse bda mela bharta h ye pure ek mahine tak lga huaa rehta h is mele ko pasu mela bhi kha jata h is mele me pasu bhi bikne aate h  yha camel🐫 horse🐎 bahut saare aate h yha pr bhar se bhi aate h punjab hariyana se ghode aate h.yha pr bahut hi mehange mehange ghode ghodiya aate h .phir unki yha boli lagti h.vha pr camel race horse🐎 race🏇 bhi hoti h unko dance bhi krvaya jata h phir jo jit ta h unko inaam diya jata h. Is mele me log camel🐫 ki savari or horse🐎🏇 ki savari ka mja lete h  Yha pr savari ke liye saje dhaje 🐫🐫camel rehte h yha pr videso se pryatak aate h angrej log bhi yha gumne aate h .. Mele me bahut bade bade jhule aate h or maut ke kuve, sarkash or anek prakar ke jaadugar bhi yha apna talent dhikhate h bahut saari mithaiya ki dukaane khilone ki dukane or anek prakar ke yantra bhi milte h ye mela vishva prasidh mela h. Yha log khub mje lete h humare ko bhi khub mja aata h.
           Pushkar ko tirtho ki nagri bhi kaha jata h





Comments

Popular posts from this blog